|
Swamiji's Post
Swamiji's Padavakya (Meaning)
|
Ohu Din Kab Ahiye
Place : - Aho Hari, ohu din kab aihaine Gavat gun Gopal nirantar, drigan asru barasihaine Rup-madhuri nisi din
dhyavat,
Mann bhrngi bani jaihain Baat nihari tihari pal-pal,
kalap saman janaihain Haya haya kari it uta bhajat,
Nija tanu sudhi bisaraihain Yaha 'Kripalu' jiya param
bharoso, kabahu tho Hari apanaihain
|